Vishwas Banke Log Zindagi Main Aatey Hai....
Khwab Banke Aankhon Main Samaa Jaatey Hai....
Pehle Yakeen Dilate Hai Ki Woh Hamare Hai....
Phir Na Jaane Kyu Badal Jaatey Hai…
Jab koi zamane mein sahara nazar aaya Bas tu hi mujhe hamara nazar aaya Main teri dosti mein baitha raha aise Na toofan nazar aaya na kinara nazar aaya @ DOST @ LIFETIME @
Jab koi zamane mein sahara nazar aaya
ReplyDeleteBas tu hi mujhe hamara nazar aaya
Main teri dosti mein baitha raha aise
Na toofan nazar aaya na kinara nazar aaya
@ DOST @ LIFETIME @